10th Muharram Ul Haram Ashura HD Wallpapers and Poetry



Muharram ul haram HD wallpapers and images with beautiful Islamic quotes on HD pictures. Download free muharram ul haram 1080p photos to put on social media like facebook, twitter and other site. Find best Muharram Poetry 2023 by webstudy online.

Muharram ul haram beautiful facebook cover photos and nice muharram 10th ashura facebook dpz and profile pics are here to download. You can also use these pictures, snap and images on your android mobile phone background images and lock screen image. Smartphone users can also share these 10th ashura muharram hd wallpapers with friends via Bluetooth.

Muharram ul Haram pictures for computer desktop back ground, laptop, mobile, smartphone, android fone and also you can use on tablets. Keep sharing these awesome muharram ul haram High resolution 3D pictures and wallpapers on fb, twitter, google plus, pinterest, linkdin and raddit.

These muharram ul haram shia pictures will enhance your device beauty. You just need to click on the photo and then right click on the image and then choose save image as and click save button to download the Ya Hussain muharram ul haram hd wallpapers.

Hussain ibn Ali (A.S) was a seventh-century progressive solder  who did a conclusive compensation for social value even with pollution and mistreatment. He gave all that he had, including his life, for the respect of individuals around him.

Hussain ibn Ali was conceived in 620 AD to a family understood for their estimations of love, respect, and peace. Raised by his granddad Hazrat Muhammad (the last prophet of Islam), Hussain was known for his trustworthiness, benevolence of soul and visual hindrance to shading and social class. It was thus that people rushed to him and his family.

Through this horrifying end, be that as it may, overcome show of repentance, Hussain was in the end triumphant. His life for Islam transformed into the driving force for dynamic change and incited the breakdown of Yazid’s tyrannic standard. Hussain stayed by all accounts until the very end, and his heritage continues moving millions around the world.

From social freedoms pioneers to volunteers at neighborhood establishments – people over the world are moved by his unselfishness, quality, and affirmation. The story of Hussain ibn Ali stays as an inspiration to all, paying little respect to what shading or explanation of confidence۔

Muharram ul Haram urdu nohay lyrics and Marsiye with lyrics. Muharram ul haram nohay and sad poetry in the remberence of Hazrat Imam Hussain RA. Muharram ul haram sad poetry 2 lines. Muharam ul haram beautiful poetry. Muharram ashura 2 lines poetry Ghazal and quotes on pictures. Tazia muharram ul haram shayri and wallpapers.

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Ta Hashr Ye Khayal Mere Dil Ka Chain Hai

Mohsin Meri Nijaat Ka Zamin Hussain Hai

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Zaroorat Thi Talwar Ki Na He Kisi Hathiyar Ki,
Sirf Ek Dua Thi Karbala Main Alamdar Ki,
Faqat Mil Jaye Ijazat Aaqa Hussain Sai,
To Yaad Dila Dunga Jung Haider-e-Karrar Ki

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Bayt Ya Sir Yehi Tha Taqaza Yazeed Ka,
Mayus To Hussain ne Usko Bhi na Kya,
Bayt Na Ki Hussain Ne, Sir De Dya Usai,
Is Sar Se To Yazeed Bhi Khali Nahi Gaya

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Ghuroor toot gaya mgr koi martaba na mila,

Sitam ke baad bhi kuch hasil e jafa na mila,

Sir-e-Hussain mila hai yazeed ko lekin,

Shikast yeh hai ke phir bhi jhuka hua na mila

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Firon Ko Seedha Kabhi Chalte Nahi Dekha

Girtay Huay Dekha Per Sambhalty Nahi Dekha

Asghar Ki Tarah Maqsad-e-Islam Ki Khatir,

Itna Kisi Bachay Ko Machalte Nahi Dekha,

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Huqq-o-Baatil Ki Hai Pakkar Hameeha Jaari,Jo Mann Baatil Sey Darain Hain Vohi Sahi…!!!

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Wo jis ne apny Na Na ka wada Pura kar dia Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar dia Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam Us “Hussain Ibne-Ali” par lakhon salam

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Kiya Jalwaa Karbala Me Dikhaya HUSSAIN Ne, Sajde Main Ja Ke Sarr Katayaa HUSSAIN Ne…!!!

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Mohsin Isi Dua Sey Hy Aghaz-E-Subah, Her Pal Ghum-E-HUSSAIN A.S Sey Ye Aankh Tar Rahey…

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Joo Zulm Pey Laanat Na Karey, Aap Laeen Ha,Joo Jubr Kaa Munker Nahi, Woh Munkir-e-Deen Hai

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Allah is my only hope, Allah is enough for me ? يُعطي الله كل طير طعامه، لكنه لا يرميه له في العش. مع أنّ كل شيء مكتوب ، يظل…

++++++++++++++++++++++++++++++++++

A! Momina ya hussain ka kasrat se vird karo.7 9 10 Muharram-ul-Haram ko karbala ki yad mai ro.Ya Hussain… Ya Hussain…

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Zikkr-e-Husain Aayaa To Ankhain Chalak Parein,Paani Ko Kitna Piyaar Hai Abb Bhi Hussain Say…!!!

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Din Rota Hy Raat Roti Hy, Har Momin Ki Zaat Roti Hy, Jab Bhi Muharram Aata Hy, Khuda Ki Qasam Gham-e-HUSSAIN Mein Saari Kainaat Roti Hy ..

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Na Jany Q Meri Aankon Me Aa Gaye Aansoo,Sikha Raha Tha Me Bachy Ko KARBLA Likhna.

++++++++++++++++++++++++++++++++++

Oper se giray tu “BARISH”

Gir k jamy to “BARF”

Patty p girey tu “SHABNAM”

Patty se nikale tu “ARQ”

Ankh se nikale “ASHAK”

Bahey to “DARYA”



Qadam-e-ismail se nikale tu “ZAMZAM”

NABI S.A.W ki unglion se nikale tu “KOUSAR”

Or

Jahan band ho jaye waha “Karbala”

++++++++++++++++++++++++++++++++

Dunya tumhain us waqat tak

nahi hara sakti jab tak tum
khud sy na haar jao.
(Hazrat Ali A.S)

Hathyaron se jang to jeti ja
sakhti hai magar dil nahi,

dil to
kirdar sy jetay jatey hain,
“Imam Hussain A.S”

++++++++++++++++++++++++++++++++

Shah Ast Hussain,

Badshah Ast Hussain

Deen Ast Hussain,

Deen Panah Ast Hussain

Sar Dad, Na Dad Dast,

Dar Dast-E-Yazeed

Haqaa Key Binaey La Ila Ast Hussain

++++++++++++++++++++++++++++++++

Hussain (A.S) Teri Ata Ka Chashma Dilon K Damaan Bigho’n Raha Hai

Yeh Aasmaan Per Udaas Badal Teri Mohabbat Mein Ro Raha Hay

Saba B Jo Guzre Karbalaa Sey Tu Usay Kehta Hai Aarsh Wala

Tu Aur Dhere Guzar Yahan Mera Hussain So Raha Hay..!!!

++++++++++++++++++++++++++++++++
Pani Ko Kitna Pyar Hy Ab Bhi Hussain Sey. . .
Apni Taqdeaer Jagatey Hain Tere Matam Say

Khoon Ki Raah Bechatay Hain Tere Matam Say

Apne Izhar-E-Aqeedaat Ka Saliqa Yeah Hai

Hm Naya Saal Manatay Hain Tere Matam Se

++++++++++++++++++++++++++++++++

Leta tamaam kaam woh apne wali se hai,

Nisbat har ek imam ki noor-e-jali se hai,

Kul akhtiyaar de diya Hassan-o-Hussain ko,

Deta khuda zaroor hai par milta Ali se hai

++++++++++++++++++++++++++++++++

Zom-e-kasrat tha jinhain sab wo hijazi nikale

Wo 72 they jo kirdar k ghazi niklae

Is haqiqat ko bhala kon chupa sakta hai

Jitne Shabbir ke qatil thy namazi nikale

++++++++++++++++++++++++++++++++

Wo jis ne apny Nana ka wada wafa kar diya

Ghar ka ghar supard-e-KHUDA kar diya

Nosh kar lia jis ne shahadat ka jaam

Us “Hussain Ibne-Ali” Per Lakh0n SalaAm..!!

++++++++++++++++++++++++++++++++

Firon Ko Seedha Kabhi Chalte Nahi Dekha,

Girtay Huay Dekha Per Sambhalty Nahi Dekha,

Asghar Ki Tarah Maqsad-e-Islam Ki Khatir,

Itna Kisi Bachay Ko Machalte Nahi Dekha

Yazeed Tera Takht O Taj Tu 2 Ghari Ka Tha

Yazeed Tera Takht O Taj Tu 2 Ghari Ka Tha Ajj b Dillon py Hakomat Mery HUSSAIN (A.S) ki hai..!!!

++++++++++++++++++++++++++++++++

Kya Jalwa Karbla Me Dikhaya HUSSAIN ne

Kya Jalwa Karbla Me Dikhaya HUSSAIN ne Sajde Main Jaa K Saar Ko Ktayaa HUSSAIN ne Naize Pee Sar Tha Aur Zubaan Pr thi Ayatein QURAN is taarh Sunaya HUSSAIN ne NANA k Deen pe hr Chez Waar di Kuch bhi naa Apne Pass Bachayaa HUSSAIN ne Kyon AAQA ko naa Apnee Nawasee pe Nazz ho Hr Qous MUSAFA ka Nibhya HUSSAIN ne..!!!

++++++++++++++++++++++++++++++++

You Saved Islam by Giving your life

You Saved Islam by Giving your life

++++++++++++++++++++++++++++++++

Wo Jis Ne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya

Wo Jis Ne Nana Ka Wada Wafa Kar Diya

++++++++++++++++++++++++++++++++

Islam Ke Daman Men Bas Is Ke Siva Kya Hai Ek Zarb-E Yadulla Hi Ek Sajda-E Shabbiri (Allama Muhammad Iqbal)

++++++++++++++++++++++++++++++++

Haqq O Batil Ki Hai Paikar Hameha Jari

Jo Na Batil Se Daren Hain Vahi Shi?an-E Hussain

(Muhammad Ali Jauhar)

++++++++++++++++++++++++++++++++

Qatl-E Hussain Asl Men Marg-E Yazid Hai Islam Zinda Hota Hai Har Karbala Ke Ba?d (Muhammad Ali Jauhar)

++++++++++++++++++++++++++++++++

Jabeen-E-Ibn-E-Ali Ki Niaaz Jari Hai
Khuda K Deen Ki Umr-E-Draz Jari Hai
Sajde Me Rakh Ker Sir Ko Na Uthaya Hussain Ne
Maire Husaain Ki Ab Tak Namaz Jari Hai

Shaheedan e Krbala k Hoslay Thay Deed k Qabil,
Wahan Pr Shukar Krtay Thay, Jahan Pr Sabr Mushkil Tha..
Salam e sahidene karbla

++++++++++++++++++++++++++++++++

SAB KUCH QURBAAN KAR DIA ALLAH KAY NAAM PAR
ASGHAR SA BHOOL BHI NA BACHAYA HUSSAIN NA

++++++++++++++++++++++++++++++++

Shah ast hussain…
Badshah ast hussain…
Deen ast hussain….
Deen panah ast hussain…

++++++++++++++++++++++++++++++++

Sar daad, na daad dar daste yazeed..
Haqa k bina-e-la illah ast HUSSAIN..

++++++++++++++++++++++++++++++++

ALI se bughz b aur SHOQ-E-JANNAT b?IBADATON  ka b koi asool hota hai.Tu ALI ki jaye WILADAT se inkar to kar.
Dekhoon tera HAJ kaisay QABOOL hota he.

++++++++++++++++++++++++++++++++

Nazar gum hai nazaro ko badi takleef hoti hai
Baghair unke nazaro ko badi takleef hoti hai
Nabi kehte the ye aksar ke aksar Zikr-e-Haider se
Mere kuch jaan nisaro ko badi takleef hoti hai

++++++++++++++++++++++++++++++++

Muharram Poetry 2023

Ab Toh Ghazi Ko Do Sada Zainab,
Shimar Khaimay May Aah Na Jayay Kahin.
Keh Rahee Thee Fiza Yeh Ro Ro Kar,
Ab To Khaimay Bee Jhal Chukay Bibi,
Zulm Zaalim Na Aur Daayay Kahin.
Ab Sakina Na Jaana Maqtal May, Dhoor Say Shimaar Dekhta Hoga
Ab Sakina Na Jaana Maqtal May, Phir Tamachay Nah Yeh Lagaye Kahin.
Aik Hasrat Thee Paak Zainab Ki, Kay Alamdaar Usko Jeetay Jee
Aik Hasrat Thee Paak Zainab Ki, Bhen Kay Kaar Kabhi Bhulaye Kahin.
Pakh Zahra Ka Ghaar Jhaalnay Ki, Mussalman Ki Purrani Ahdaat Hai
Pakh Zahra Ka Ghaar Jhaalnay Ki,Phir Yeh Ummat Na Ghaar Jhaalye Kahin.
Sougaye Nehar Kay Kinaray Paar, Phir Na Khaimay Main Asakay Ghazi
Sougaye Nehar Kay Kinaray Paar, Yea Wafa Peh Na Harf Aaye Kahin.
Momino May Jo Hay Girobandee, Mola Mazloom Kay Jalooso May
Momino May Jo Hay Girobandee, Phir Na Abid Ko Khoon Rulaye Kahin.
Bharayga-E-Batool Main Akhtar, Kaar Raha Hai Dua Yea Ro Ro Kaar
Bharayga-E-Batool Main Akhtar, Karabala Ki Zameen Dikhaye Kahin.

++++++++++++++***webstudy.pk***++++++++++++++++++



LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here