Safar Ki Namaz Ka Tareeka In Urdu
Jahan Aap Rehte Hoon Wahan Sy Agar 48 miles Safar Karny Ka Irada (NeeAt) Hy aur Ye Safar Ka Irada 15 din sey Kam ka Ho, To QASAR Namaz Pahrna Faraz Hy. Aur Agar Aap Ka Irada (NeeAt) 15 Din sy Ziada Rehny Ka Hy To Phir QASAR Namaaz Nahin, Bal-key Puri Namaaz Pahri Jaye Gi. (Chahee Aap 1 He Din Ya Chandd Din Reh Kar Wapis Aa Jaieen)
Note: Yeh Masla Fiqa Hanfi Ka Hy (Jis Main Tamaam Suni Hazrat (Bareelvi, Deyobandi etc) Aaty Hen) Aur Agar Aap Ko Kisi Aur MASLAK Key Mutaliq Poochna Hee Too Baraiee Karam niche comment box me puch len.
Baki Joo Aap Neen Baat Jadeed Door ki hyTo Door Jitna Marzi Jadeed Aa Jayee. QURAAN Aur Hadith Ky Ihkamaat Meen Tabdeeli Naheen Ho Sakti. Haan Tareeka-e-Kaar Meen Tabdeeli Mahool Aur Halaat Key Mutabik Aa Jati Hy. Pehley Log AonT Aur Ghoroon Par Safar Karty Thy Aur Time Zeyada Lagta Tha,Magar Aaj Kal,BuS,Jahaz etc Sy Safar Karty Heen Aur Time Chand Min Lagta Hy. Magar ihkaam Woh He Heen.