Eid ul Fitr ki Namaz Ka Tareeka Complete In Urdu
Family members who do work foreign or outplaces come to the home to enjoy eid celebrations with family. Eid ul Fitr is a precious gift from Allah to Muslims after Ramzan. Eid is the second gift from Allah to the Muslims who do fast in Ramazan. The first gift is iftar time and the third one is the surprise for him that will be given to them on judgment day. webstudy is here for you to tell eid ki namaz ka tareeka in Urdu full & complete with niyat.
Eid Ki Namaaz Ki Niyyat
Main 2 Rakat Eid ul Fitr Ki Wajib Namaaz 6 Ziyada Takbir Ke Sath Imaam Ke Pichhe Parh Raha Hun
Pehli Takbeer
Jab Imaam Pehli Takbeer Kahe To Dono Haath Kano Tak Uthaye or Hatho Ko Bandh Kar SANA«subhanakallahumma» Parhe
Dusri Takbeer
Jab Imaam Sahab Dusri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chor Dewe
Tisri Takbeer
Jab Imaam Sahab Tisri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chor Dewe
Chouthi Takbeer
Jab Imaam Sahab Chothi Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Uthaye Phir Bandh Lewe
Phir Imaam Sahab Ke Saath Pehli Rakaat Dusri Namaazo Ki Tarah Ada Kare
Dusri Rakaat
Jab Imaam Sahab Pehli Rakat Puri Kar Ke Dusri Rakaat Shuroo Kare To
Imaam Sahab Ki Qirat Karne Ke Baad RUKOO Me Jane Se Pehle Imaam Sahab Takbeer Kahennge
Pehli Takbeer
Jab Imaam Sahab Pehli Takbeer Kahe To Hatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chhorh Dewe
Dusri Takbeer
Jab Imaam Sahab Dusri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chhorh Dewe
Tisri Takbeer
Jab Imaam Sahab Tisri Takbeer Kahe To Haatho Ko Kano Tak Utha Kar Phir Chhorh Dewe
Chouthi Takbeer
Jab Imaam Sahab Chouthi Takbeer Kahe To Sidhe Rukoo Me Chale Jayen
HATHO Ko KAANO TAK NA UTHAYE
Phir Dusri Namaazo Ki Tarah Imaam Ke Saath Apni Namaaz Puri Karen…. Namaaz Baad Khutba Sune. Khutba Sunna Bhi Wajib Hai..
Reference [ Hidaya Sharh e Waqaya Qudoori ]
Eid Ul Fitr Ki Namaz Ka Tarika In Urdu